Sandeep sir mein Hindu hoo mujhe to koi khatra nahi lagta naa aaj naa pahle jabse ye modi government aai hai iska kaam hi yahi raha hai ki public ko india Pakistan Hindu Muslim me ujhla do ye public hai ye sab Jaanti hai inko ans mill Jaayega ye jo karle
congress or vipaksh ko EVM ke Khilaaf abhi tak to sadak par aa jana chahiye thaa par ladai advocates lad rahe hai vipaksh khudki nakkami ka shikaar hai or inka kuch hoga bhi nahi ye firr election haarenge
Ghatiya party ka ghatiya supporter inke dimaag me hi gober bhara hua hai sharam aani chahiye wo saansad se pahle ek lady hai police ko action Lena chaiye aise ghatiya logo par
Ye hanuman chalisa padne ke liye girftaar nahi hua hoga jaroor firr se maahol kharab karne ki koshish kar raha hoga aaj kal famous hone ka ye shortcut ban liya hai logi ne bhagwaan ko bhi chora in logo ne
Kya desh me ab namaaz or yoga yahi mudde reh gaye hai kabhi to education employment medical facilities crime against woman's inki bhi baat Kar liya karo saara din bas nafart or dunga hi rehta hai aap logo ke dimaag me iss desh ko barbaad karne me lagi hai ye government
Bhai sahab Ye hum hinduo ki haar nahi jhoot or jumle Baazi ki haar hai aapko bhi samajhna chahiye desh ke sath Ghar chalana bhi jaroori Hota Hai Jo aapki government me bahoot mushkil ho gaya hai
Dost bahoot kam log hai jo aapke jaisa sochte hai Verna yaha to pade likhe log bhi Hindu Muslim me fusse hai main ek pandit family se hoo par ye sab dekh kar such me bahoot durd hota hai chund saalo me kya Bana diya mere desh modi ji or RSS ne Ram ji zaroor hisaab lenge inse
Elections me jab aapko bolna thaa tab to kahi dikhe nahi kal Elections khatam huye or aaj aap aa gaye gyaan Dene yahi kaam aapne kisaano ke sath bhi Kiya Hai under se aap sarkaar ki madat Kar rahe ho
To kya kare hum bhi China ke samne iski tarha sidha khade ho jaaye Ji huzur Wali mudra me elections me itni badi badi baate karta hai iski asliyat to yaha dikh rahi hai