Dodo TV Horror ki kahani “Kaalipur Ke Master Ji” Kaalipur ke school ki ek ajeeb parampara se shuru hoti hai. Gaon walon ka kehna hai ki raat ke waqt school mein aaj bhi haziri lagti hai. Subah jab chowkidar school kholta hai, to register mein naye naam likhe milte hain.