Chalte chalte hume tum mil gaye,soncha saath chaloga hamare hamesha,magar tumna toh saath chod diya,adha raaste pe akarka hume akela chod diya...
Kisi ko itna pyar kabhi na kiya humne,jitna hume hogaya tha tumsa,ghar chod diya tha humne,soncha chal padega tumhara sang ek nayi duniya basana....
Advertisement
Multipurpose Height-adjustable Laptop Table
Sach kaha toh yeh pyar shabd ek dhoka hain,koi nahi karta sachi Mohabbat,yeh sab ek matlab hain,kam jab tak ka aoga,sab tumhe chahaga,jis din kam na aoga kisiska,dur rakhega sab tumha....
Phir bhi yeh maan toh dewana hain,sonchta hain ki sachi Mohabbat tumhe Humsa hain, zindagii bhar saath rahage,kasma wada jana kya kya sahanga....
Aankhen apni ab toh kholo,dekho yeh bhram hain hakikat nahi,jisa pyar samajh kar chal diya ho,woh pyar nahi,woh pyar nahi.....
Jana janam sa lekar ka marna tak kitna rishta,kitna nata ,nibhate hain,par jab upar Jana ka samay aya toh akela hi Jana padeta hain,na baap,na maa,na behan,na bhai,na patni,na bacha....koi nahi,koi rishta yeh koi nata nahi,akela aya ho is duniya mein,akela jaoga, jo rishte banaya the idhar,sab dhara ka dhara raha jayange.....

Comments