सिसकते हुए हाथ छुड़वाना पड़ता है, कुछ मोहब्बतें नसीब में नहीं होतीं।🥺🥺
Story Drops
View AllEk waqt tha 🥀 Jab meri har khamoshi tum padh lete the 💭 Aur aaj ek waqt hai 🤍 Jahan hazaar lafz bhi tum tak nahi pahunchte 🖤 Na rishta tootne ki awaaz aayi Na mohabbat khatam hone ki Bas dheere dheere 💫 Hum ek doosre ki zindagi se Utarte chale gaye… 🥀 Jaise kabhi the hi nahi. 💔🌙🖤
Tumne poochha chalo Tumko Bhi Baata Dete Hain Joh Hum per Gujari hai tumko bhi Suna Dete Hain Tere Baat Hamen Khud per Bhi Ikhtiyar Nahin lafze likh ke Mita Dete Hain Nami Aankhon Mein liye Logon Se Kabhi Hans Lete Hain Toh Aisa Lagta Hai Khud Ko Saja Dete Hain Teri Yaad Se Ek Pal Bhi ham gaffil Na Rahe Yun Hi Dil Ko bahla Jaane Ko Bhula Dete Humne Hans Ke Tere Sath guzare the Kabhi yaad aate hai Joh Pal toh Rula Deti hai
